Saturday, April 20, 2013

Muskil...

Jiyo itna ki marna muskil ho jaye,
Haso itna ki rona muskil ho jaye,
Kisiko chahna achhi bat hai,
Magar mat chaho itna ki bhulna muskil ho jaye.